Submitted by harsh on Sat, 05/14/2011 - 03:22
Posted in
Jis din se pyar kiya maine, is duniya ko main bhul gaya
main kaun kahan kya karta hoon, ye sab batein bhi bhul gaya
ye duniya pagal kehti hai, aur main in paglo ko bhul gaya
bas yaad tumhari hai natvar, main to sab bhul gaya sab bhul gaya ...
- 157 reads
-
Share


