Submitted by harsh on Wed, 06/15/2011 - 08:44
Posted in
Koti Koti Sadhan karke haye main to haar gayi
aur haar mein saar chhipa tha mujhe maloom na tha ...
prakat na tohu nand ke kishore sadhnaan mein
nisaadhana bhayi kiyo vilap suswaraan mein
Brajendrchandra aa mile kadamb gopikaan mein ....
- 202 reads
-
Share


